[Deewan] Fwd: masijeevi

Ravikant ravikant at sarai.net
Mon Nov 21 15:25:32 IST 2005


विजेन्दर चौहान के पुराने ब्लॉग में मसले थे, बदला हुआ पता नोट करें. 

रविकान्त

friends,
Asha hai maze mein hain. Jaisa ki kuchh ko vidit hai ki mere pichhle
blog (http://shabdashilp.blogspot.com/) mein na jaane kya pareshani
thi ki mein na to post kar pa raha tha na comments) matlab blog
somehow defunct ho gaya tha. Lihaza  ek naya blog shuru kar raha hun
yeh hai (http://masijeevi.blogspot.com/). Kripya apne smritansh mein
ise sthaan dein.
shukriya
vijender



More information about the Deewan mailing list