[Deewan] Nashistgah

Shveta shveta at sarai.net
Sun Sep 24 20:34:42 IST 2006


Namaste,

Jagah ke baare mein sochte aur baat karte huwe ek saathi, Shasher se ek 
shabd mila:

*Nashistgah*

Matlab, wo jagah jise hum banate hain, apna samay dete hain.

Is shabd pe kuchh roshni daal sakta hai koi?

shukriya,

shveta



More information about the Deewan mailing list