[दीवान] yes!

mrityunjay tripathi tripathimrityunjay at gmail.com
Thu Jan 11 21:03:05 IST 2007


are deevano,
kya hal chal hain !
saddam ki fanshi ki khabar naye sal ka jalwa hai,
nithari uska deshi sanskar,
is mahan loktantra ki bhi kuchh katha kahi jaye to behtar.
mahmood bhai,
aap kahan ho!



More information about the Deewan mailing list